ChhOtI BaaT
शुक्रवार, 20 अगस्त 2010
dhanwan delhi...
khub kamaya paisa hamne ,
delhi hi bhagwan hai..
delhi me khela khel ka khel,
kyoki delhi aaj dhanwan hai.
hame kya matlab un garibo se,
jo delhi me virajman hain..
desh ki ijjat kya hoti hai,
hum kya jaane ,humne to bas yehi sikha hai ki,
mera desh mahan hai!!!!!!!
नई पोस्ट
मुख्यपृष्ठ
सदस्यता लें
संदेश (Atom)